Bhook Lyrics – Hashim Nawaz: Gawky Records Presenting the lyrics of the song “Bhook” sung by Hashim Nawaz. The music of this song is produced by UMAIR.
Bhook Lyrics – Hashim Nawaz
2020 log jaan ne lagay ziada
Desi Rap shatranj aur mein tha is mein piada
Kal tak par gya Rook ban mat samajh k tu samjhay ga ye sab aesay sitam gar
Wo to shuru se hi hun mein
Sungyaan toun pucho mere jaani aesa kyun hai
Ye kyun chahtay bas loun mein
Likhaari ye kamzor jin ka naam bhi na loun mein
Ye AFRAAD NA MALOOM hein
Haniya mein twaaday ch hocane mein nu chup beth
Par kiwein raavaan mein chup batawaan na kuch
Dikhawa na luk da meri mittay ae bhuk naa
Meri rendi ae bhuk naal
Khaana rakha paasay bani rendi ae bhuk naal
Yaadaan naal yaari changi chori tu lag jaaGallay aggay rassi khalli saa lewaan par sukh da
Baap mera si ucha
Gunahgaar puttar udda dunya toun lukda par
Aajzi ae shaid jedi shay oh sikhya
Taahyon lokaan nu heraan karda jadon vi milda
Mein ginta RAB ki barkatein tu apnay likes gin
Meri in baaton mein hai wazan rehta mic bin
Ya mein dewana hun ya phir ye jag hai dewana
RABBA tu raazi hona pehlay phir bhejein bulawa
Mein ne sambhaala apna ghar is par gharoor mjhe beta baap bana zimmadaari hai qabool mjhe
Chaandi ka chamcha hua le k paida jo kholay ga aankhein tab hi jab kardo us se alehda wo
Ye flow aag hai bars k barabar ka
Andaron azaad kare bahar se bulaaway na
Ye lori ni hai to ye bachon ko sulaaway na
Apni pehchaan hai iski taal ki ghulaam ae na
Mein chahta hun ye larkay izzat kamaen
Mein chahta hun ye jaanein rap mein hai ziada kuch ni
To larkay karle ye diss wiss shok puray kar
Par tjh se pehlay bhi thay rapper tjh se barray bhoolein mat
Ye jaantay mera andaaz alag hai
Haddain PARKER da mera kalam hai
ROG la leya par niyo disda FALAK hai
Toraan twaadi aakar jiwein toraan palang mein
Mere lafzon mein dam hai
Wo puchein konsa peer mjh pe rakhta nazar hai
Safar jaari ghalat mera har qadam hai par RABBA meherbaan mjh pe karta karam haiMaa ka bank account rakhun mein full
Ho chahay khaali apna wala sada rahun mein khush
Ye nahi jaantay puchtay kahan hai ghum
Par Hashim bhai aapka bolay na kuch rehta hai chup
KabhiZiada kia na gharoor mein ne
Jab kia thora kia karta hun qabool mein ye
Wo kehti saiyaan mjhe aaj bhi hai
Par uskay saath katay pal mjhe yaad ni hein
Wo baat ni hai
Kudyaan ziada tar khaas ni hein
Hein time pass matlab inki koi aukaat ni haiTabhi to chor aya peechay hun mein karo mera peecha na
Chori tjh mein kuch na tha mein kuch bhi tjh se seekha naChawal maari hai par likhi na
Mustaqbil se bekhabar kal apna mjhe dikhay na
Jawaani zaya horahi hai aur ye kalakaar
Bech raha manjan apna kal ko khud bhi bikkay ga
Hashim Nawaz – Bhook Song Details
Track: Bhook
Artist: Hashim Nawaz
Music Produced by- UMAIR
Mixed & Mastered by– Aqeel Sarfraz
Label: Gawky Records