Chal Para Lyrics – Sahir Ali Bagga: Chal Para song is sung by Sahir Ali Bagga and produced by ISPR Offical for awareness about COVID -19 or Corona.
Chal Para Lyrics – Sahir Ali Bagga
“Waqt e muskil hai magar zindagi ruk sakti nahi
Ye lahrai abhi kab tak hai pata kuch bhi nahi
Ye khyal ky ye virus jab mosam garam hona shoro hota ha
Tu April ya may mai khatam ho jaye ga
Hum sirf is haqeeqat ka jawab nahi jannty
So agar ruk hi gye sary tu phr kiya hoga?
Jeene walon ka guzar kasy basar kiya hoga?
Ab humy seekhna hai muskil mein jiye gy kasy
Mil kar dekhay gy musbat ka jab hoga anjan
Aye seekhty hai kasy kare gy hum kaam”
Ayy mushkil sun tery samne hun
Himat is dil ne haari nahi
Hai jaan mujhe bhi pyari magar
Teri jaan sy zada pyari nahi
Ayy matti dil ehsas tera
Ye waqt nahi ghabarne ka
Ye jaan tu anni janni hai
Ye jaan tu anni janni hai
Ye waqt hai farz nibhane ka
Teri sanse mai bann jao
Teri khushiyan wapis lao
Mere jeene ki itni si hai wajaha
Tujhy itna zada chaho
Tere dukh ye mein jee jao
Ayy dharti tu hai dil ka hosla
Chal paramai chal para
Befikar mai chal para
Sath apny hai zameen
Aur sir pay saya hai khuda
Chal paramein chal para
Befikar mai chal para
Sath apny hai zameen
Aur sir pay saya hai khuda
Chal Para Song Details – Sahir Ali Bagga
Song: Chal Para Lyrics
Singer: Sahir Ali Bagga
Label: ISPR