Chand Ka Tukda Lyrics – Tony Kakkar

Chand Ka Tukda Lyrics – Tony Kakkar: Desi Music Factory Presenting the lyrics of the song “Chand Ka Tukda” sung by Tony Kakkar.

Chand Ka Tukda Lyrics – Tony Kakkar

Duniya kehti tumko chand ka tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda

Duniya kehti tumko chand ka tukda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda

Ghar se na niklon tum, kabhi bhi shaam ko
Bhool jaayenge log dekhna chand ko
Bina shringaar kitna chehre pe noor hai
Maikhaano mein bhi nahi wo naino mein suroor hai
Naino mein suroor hai

Nahin dekhna Taj Mahal ab
Dekh liya tera mukhda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda

Sooraj ki laali teri honthon pe rehti hai
Nadiyan deewani tere ashkon se behti hai
Sangmarmar sa badan khuda ne taraasha hai
Tujhe kya pata tera samandar bhi pyaasa hai
Samandar bhi pyaasa hai

Shringaar ki nahin zaroorat kitna sundar mukhda
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Na samajh hai wo unhein pata nahin
Ke chand tumhaara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda

 

 

Chand Ka Tukda Lyrics – Tony Kakkar

Tony Kakkar – Chand Ka Tukda Song details

Song: Chand Ka Tukda
Singer: Tony Kakkar
Label: Desi Music Factory