OST: Dar Khuda Say Lyrics
Singer: Sahir Ali Bagga
Music: Sahir Ali Bagga
Lyrics: Shakil Sohail
All Rights: 7Sky Abdullah Kadwani
Channel: Har Pal Geo Tv
Dar Khuda Say Lyrics:
Dard ye kyu jholi me aayee
Qismat ne ye din kyu dikhaye
Askh jo in aankhon ne paye
Meri khata koi mujhko bataye
Andhere chaaaye, Jaan gai
Mur ken a aaye, Zindagi
Ae khuda, Ae khuda teri dunia ha kya
Ankhon me asu hi ansu hain
Dil ko bhi haary
Roothy hain, Chooty hain
Jo thy saharey
Jo thy saharey, Sahaareyyy
Kisi ko chahny se zayada
Dil fareb ehsaas
Chahy jany ka hota ha
Iska andaza ab ho raha ha mujhy
Dil ha toot key un gira
Zinddagi se ji ha bhara
Raas bhi Khushi na aai
Ajnabi ha sara sheher
Dard ki chali ha leher
Chein ki nahi ha, jan gai
Kahan le aaye, Be basi
Nazar na aaye, Raah ji
Khaak me mil gya ja ke, Muqaddar mera
Ankhon me asu hi ansu hain
Dil ko bhi haary
Roothy hain, Chooty hain
Jo thy saharey
Jo thy saharey, Sahaareyyy
Gham ke hain ye darya bhary
Paar koi kese kary
Jeena hua ha be wajaha
Dil ki aahaton se mere
Jaty jaty dil bhi darey
Saans ho gai ha sazaa
Seher na laaye, Roshniii
Jaley hain saaye, lou bujhi
Aasman bhi mere sar pe ab na raha
Ankhon me asu hi ansu hain
Dil ko bhi haary
Roothy hain, Chooty hain
Jo thy saharey
Jo thy saharey, Sahaareyyy
Me wahi hun, Par me nahi
Chin gaye hain mujhse kahin
Aaeney shanasa na rahey
Gair ho ke chalty gaye
Log yun badalty gaye
Dil ki hain sadayein, Kya kahen
Na woh tak aayee, Andr hi
Sahi na jaaayee, Na sahi
Raasta ha aur mein hun gairon se ho gya juda
Ankhon me asu hi ansu hain
Dil ko bhi haary
Roothy hain, Chooty hain
Jo thy saharey
Jo thy saharey, Sahaareyyy