Dikhawa OST Lyrics – Sahir Ali Bagga: Dikhawa OST is sung by Pakistani famous singer Sahir Ali Bagga, lyrics of Dikhawa OST is penned by lyricist Imran Raza, the music of this OST is composed by Sahir Ali Bagga. Dikhawa OST is written on the theme of such acts that people are doing in these critical conditions due to COVID-19, most of the people doing charities to needy ones. It’s a good act but lyricist wants to convey that if you doing charities keep it up but for God sack don’t expose those needy people, who don’t even need your help due to your such acts of kindness those are exposing them on your social media, if you are doing charity almighty is seeing everyone, who knows your every act, so please don’t do such acts with innocent people who don’t know inner cruelty. In the last, the lesson from this ost is that please do charity but don’t expose those needy ones.
Dikhawa OST Lyrics – Sahir Ali Bagga
Har bashar hai ik wasilah rab se jo milwata hai
Khidmat e insan ka rasta khuda tak jata hai
Yun madad karte huwe eilan to na kijiye
Izat e majboor ko qurban to na kijiye
Hein barabar sare insan khud khuda ne hai kaha
Be bason ki be basi ko dikhana hai gunah
Na dikha tu na dikha tu dard duniya ko mera
Kar chhupa kar neekiyan ke dekhta hai sub khuda
Sochiye gar apke bhi is tarah halaat hon
Bhok bachi ko lage ho maan ke khali hath hon
Dekhna anso kisi ki ankh mein asaan nahin
Bantna ghum farz hai karta koi ehsas nahin
Sab diya rab ka hai to phir mera aur kia tera
Be bason ki be basi sab ko dikhana hai gunah
Na dikha tu na dikha tu dard duniya ko mera
Kar chhupa kar neekiyan ke dekhta hai sub khuda
Mein zarort mand hon par hath phehlaya nahin
Dhop hai sar pe kari par phol murjhaya nahin
Kanpte hathon mein apna hath dene aagaye
Mushkilon mein tum jo mera sath dene aagaye
Shukar karte answon ne dekh li hai inteha
Be bason ki be basi sab ko dekhana hai gunah
Na dikha tu na dikha tu dard duniya ko mera
Kar chhupa kar neekiyan ke dekhta hai sub khuda
Jo kare achha kisi ka us ka bhi hoga bhala
Ye jahan hai imtehan aur akhrat jis ka sila
Waqat mushkil ye kisi pe bhi hai asakta kabhi
Hein kisi ke din bhale aur hai kahen faqah kashi
Hai pata us ko hi chalta dard jisne hai saha
Be bason ki be basi sab ko dikhana hai gunah
Na dikha tu na dikha tu dard duniya ko mera
Kar chhupa kar neekiyan ke dekhta hai sub khuda
Dikhawa OST Details – Sahir Ali Bagga
Song: Dikhawa OST Lyrics
Singer: Sahir Ali Bagga
Lyricist: Imran Raza
Album: Pakistani Dramas
Music Label: Har Pal Geo