Ek Nazar Full Song Lyrics – Zubeen Garg And Angel Rai | New Hindi Song 2019

Ek Nazar Lyrics, Zubeen Garg And Angel Rai
Ek Nazar Lyrics, Zubeen Garg And Angel Rai

Song: Ek Nazar Lyrics
Singer: Zubeen Garg And Angel Rai
Music Director: Abhinov Borah
Lyricist: Rita Rai
Mixed and Mastered by: Gautam Chakrabortty
Programmed by: Abhinov Borah
Label: Zee Music Company

Ek Nazar Lyircs:

Teri woh ek nazar
Chhu kar gayi iss kadar

Kkhota hi ja raha
Mujhse mera sabar

Kaisa hai yeh nasha
Kaisa khumar hai

Khwaabon ki hai zameen
Sirf teri pyaas hai

Dhoondha karoon ab raat din
Tere nishaan tere nishaan

Tere bin jee nahi paungi maahiya
Mar bhi na paungi maahiya

Karun to main kya karun maahiya
Ve jaana, ve jaana

Tera hi khayal hai
Teri hi to hai fikar

Meri har baat pe
Tera hi to hai zikar

Mujhpe pade tera karam
Bas ab yehi hai ilteza

Tere bin jee nahi paungi maahiya
Mar bhi na paungi maahiya

Karun to main kya karun maahiya
Ve jaana, ve jaana

Manzilein tu hi hai
Tu hi to hai raasta

Jaaun to jaauntere bin bata mian kahan
Mil jao na ab tum mujhe

Poori ho yeh daastan

Tere bin jee nahi paaun ab maahiya ve
Mar bhi na paaun ab maahiya ve

Karun to kya karun maahiya ve
Jaanu na

Tere bin jee nahi paaun ab maahiya ve
Mar bhi na paaun ab maahiya ve

Karun to kya karun maahiya ve
Jaanu na, jaanu na