Main Tumhara Lyrics – Jonita Gandhi & Hriday Gattani

Main Tumhara Lyrics – Jonita Gandhi & Hriday Gattani: Presenting the lyrics of the song “Main Tumhara” from the Movie Dil Bechara sung by A.R. Rahman, Jonita Gandhi & Hriday Gattani and starring Sushant Singh Rajput & Sanjana Sanghi.

Main Tumhara Lyrics – Jonita Gandhi & Hriday Gattani

Tum Na Huye Mere Toh Kya
Hmm Tum Na Huye Mere Toh Kya
Main Tumhara, Main Tumhara
Main Tumhara Raha
Mere Chanda Main Tumhara Sitara Raha

Rishta Raha Bas Rait Ka
Aye Samandar Main Tumhara Kinara Raha
Main Tumhara, Main Tumhara, Tumhara Raha
Tum Na Huye Mere Toh Kya

Tu Hi Pehli Guzarish Hasrat Bhi Tu Aakhiri
Maahi Mere Basi Hai Marzi Bata Kya Teri
Main Tumhara, Main Tumhara
Main Tumhara Raha
Mere Chanda Main Tumhara Sitara Raha

Main Jado Ke Mahine Ki Tarah
Aur Tum Ho Pashmine Ki Tarah
Main Diwaron Ki Tarah Hoon
Tum Jaise Ho Dareecha
Main Bageecha Jo Tum Ne Seencha

Tum Na Huye Mere Toh Kya
Hmm Tum Na Huye Mere Toh Kya
Main Tumhara, Main Tumhara
Main Tumhara Raha
Mere Chanda Main Tumhara Sitara Raha

Rishta Raha Bas Rait Ka
Aye Samandar Main Tumhara Kinara Raha
Main Tumhara, Main Tumhara, Tumhara Raha
Tum Na Huye Mere Toh Kya

Main Tumhara Lyrics – Jonita Gandhi & Hriday Gattani

 

Jonita Gandhi & Hriday Gattani – Main Tumhara Song Details

Song: Main Tumhara
Singer: A.R. Rahman, Jonita Gandhi & Hriday Gattani
Starring: Sushant Singh Rajput & Sanjana Sanghi
Movie: Dil Bechara
Music LabelSony Music India