Mera yeh bhram tha Meray Pass Tum Ho OST Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan

Recently ARY Digital Present Drama OST Meray pass tum ho lyrics sung by Rahat Fateh Ali Khan and wirtten by Khalil ur Rehman Qamar which is welknown Pakistani playwright, lyricist, TV and movie director, producer as well as actor. His notable work includes Boota from Toba Tek Singh, aired on PTV World, and Landa Bazar, aired on PTV. Pyarey Afzal and Sadqay Tumhare are among his dramas. Meray pass tum ho cast is Humayun Saeed, Ayeza Khan, Hira Mani, Adnan Siddiqui & Others.  The drama is direted by Nadeem Qamar Under the banner of Six Sigma Entertainment

Mera yeh bhram tha Meray Pass Tum Ho OST Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan
Mera yeh bhram tha Meray Pass Tum Ho OST Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan

OST: Meray Pass Tum Ho Lyrics
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Writer: Khalil Ur Rehman Qamar
Director: Nadeem Qamar
Label: ARY Digital

Meray Pass Tum Lyrics:

Bhool Jaane ka hunar
Mujhko sikhaate jaao

Jaa rahe ho tou sabhi
Naqsh mitaatey jaao

Chalo rasman he sahi
Murr ke mujhe dekh tou lo

Torrte torte taaluq ko
Nibhaatey jao

Kabhi kabhi yeh mujhe sataye
Kabhi kabhi ye rulaye…

Faqat mere dil se utar jaiye ga
Bicharna Mubarak bichar jaiye ga
Kabhi kabhi yeh mujhe sataye
Kabhi kabhi ye rulaye…

Mein samjha tha tum ho
Tu kiya aur mangun

Meri zindagi mein
Meri aas tum ho

Yeh duniya nahe hai
Mere pass tau kiya

Mera ye bharam tha
Mere pass tum ho

Magar tum say seekha
Mohabbat bhi ho tu

Dagha kijiye ga
Mukar jaiye ga

Tera haath kal tak
Mere haath mein tha

Tera dill dharakta tha
Dil mein hamaare

Ye makhmoor aankhein
Jo badli hui hain

Kabhi hum ne inke
Sadqay utaarey

Kaheen ab mulaqaat
Ho jaaye hum se

Bacha kar nazar ko
Guzar jaaiye ga

Jeena hai tere binaa
Jeena hai ab mujhko tere bina

3 thoughts on “Mera yeh bhram tha Meray Pass Tum Ho OST Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan”

Comments are closed.