Mujhay Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai Lyrics – Azan Ali | ISPR

Mujhay Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai Lyrics – Azan Ali: The second part and Sequel of ISPR song Bara Dushman Bana Phirta Hai has arrived with a new narrative for taking a different type of revenge from the enemy. Mujhay Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai represents a resolve and commitment of Pakistan youth to take revenge from those who massacred over 130 school-going children in Army Public School (APS) Peshawar on December 16, 2014. The pledge to take revenge from the enemy is loud and clear and track that is recorded in Classical Raga says that revenge will be taken from the enemy by providing education and literacy to the children of the enemy. This patriotic song gives a narrative to fight back against terrorism but not only with guns and deaths rather fighting with the rigid and barbaric narrative of those who killed innocent children in sheer ruthlessness manner. The song is sung by a child in the lead while other children join him in the chorus.

Mujhay Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai Lyrics - Azan
Mujhay Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai – Azan

Mujhay Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai Song Details:
Song: Mujhay Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai Lyrics
Singer: Azan Ali
Label: ISPR

Mujhay Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai Lyrics:

Qalm Ki Jo Jaga thee Wo Wahee Hai

Par Us Ka Naam Tak Baqi Nahin Hai
Qalam Ki Nok Peh Nukta Hai Koi

Jo Such Ho Woh Bhala Rukta Hai Koi
Woh Jis Bachpan Nay Thora Or Jeena Tha

Woh Jis Nay Maan Tumhara Khwaab Chhena Tha
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai

Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai

[Repeat]

Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai

[Repeat]

Wo Kis Ko Soch Kay Soti Nahin Maan
Kitabein Dekh Kay Roti Rahi Maan

Hai Kis Ki Wapsi Ki Raah Taktay?
Ye Darwaza Baba Khula Kiyun Rakhtay?

Wo Jo Sari Hi Nazron Se Gira Tha
Na Tha Insaan Na Jis Ka Khuda Tha..

Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai

[Repeat]

Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai

[Repeat]

Jo Darr Ke Samnay Hasta Gaya Hai
Jo Apna Chhor Ke Basta Gaya Hai

Keh Ik Aisi Kahani Likh Gaya Woh
Kitabon Mein Nishani Rakh Gaya Woh

Jo Maan Ko Choomnay Wala Lahu Tha
Woh Jis Nay Khwaab Ko Bhi Khoon Kiya Tha

Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai

[Repeat]

Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai

[Repeat x 4]