Rooh E Ramzan Lyrics – Farhan Ali Waris: Farhan Ali Waris new kalam Rooh E Ramzan 2020 dedicated to the holy month of Ramazan Kareem 2020. The kalam conveys the essence of Ramadan. How it unites Muslims all over the world under the message of peace, endurance, sacrifice, and love. We all know how the world has been gripped under the malicious manacles of the Coronavirus. That’s why we need an event like Ramzan now more than ever. Let’s call out to Allah for forgiveness and for the protection of our family and friends, for the protection of whole humanity. Let’s raise hands together in this month of Ramzan Ul Mubarak and pray. #stayhome and stay safe.
Rooh E Ramzan Lyrics – Farhan Ali Waris
is mah ka dilon bohat ehtram hai
har ja ibadatoon bara ihtimaam hai
raazi kkhuda ko karlo ke rootha hwa, hai jo
ramzaan hai yeh Rehmat Yazdan samaitt lu
yaad e khuda mein dِin aur raat
rozay namazain hamd aur naat
aur lab par Quran haiyeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan haiyeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
har masjid mein hai ronaq, hai lutaf e ibadat kaisa
Allah ny bakhsha hai yeh rehmat ka maheena aisa
kya hai Ameer aur kya hai ghareeb
sab ko kardaita hai qareeb
yeh jo dastarkhaan haiyeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan haiyeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
sehar o aftaar karo to ehsas ghareebon ka ho
haan eid se pehlay tum ko ehsas yatimon ka ho
dil jo kisi ka nah torrey
Tootay rishton ko jore
woh acha ensaan haiyeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan haiyeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan haijab jism ka roza hai to phir rooh ka bhi roza ho
jab jism hai pak hamara to rooh bhi pakeeza ho
sunnat nabwi ( s ) par chalna
door gunaaho se rehna
momin ki pehchan haiyeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan haiyeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
hum ko auqaat se barhky to ny diya
hum gunahgaar they par to deta raharizaq aulaad shohrat wafa bakhash di
janbashyِ lab se pehlay dُua bakhash diaaj dil se nikalti yeh aawaz hai
hum ko lagta hai to hum se naraaz haiapni masti mein ghaflat mein hum sogye
teri rehmat ke darwazay band hogayekitni lachaar be-bas yeh duniya hai aaj
teri rehmat hai har aik gham ka ilaajto hai rehman rehmat to karde ataa
jo bhi bemaar hain unn ko day de Shifa
vaastaa panjtan ka hai to maan ja
bakish day mere maula to sab ki khatafarhan o Mazhar ki dُua
raazi rahay hum sab se khuda
yeh dil ka armaan haiyeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan haiyeh roohِ e Ramzan hai
yeh roohِ e Ramzan hai
Rooh E Ramzan Lyrics – Farhan Ali Waris
Kalam: Rooh E Ramzan Lyrics
Artist: Farhan Ali Waris
Poet: Mazhar Abidi
Composed By: Syed Farhan Ali Waris
Special Appearance: SYEDA BAALI SAKINA D/O. SYED FARHAN ALI WARIS
Audio Recorded & Mixed By ODS Karachi
Music Arranged By: Kamran Akhtar