Ruka Hoon Lyrics – Jigar Saraiya | Latest Hindi Song 2019

Sony Music Entertainment presents Ruka hoon lyrics sung by Jigar saraiya and music by Sachin jigar. The Song Ruka Hoon Lyrics written by Jigar Saraiya. Here is Jigar saraiya Song Ruka Hoon lyrics:

Ruka Hoon Lyrics, Jigar Saraiya
Ruka Hoon Lyrics, Jigar Saraiya

Song: Ruka Hoon
Singers: Jigar Saraiya
Musicians: Sachin-Jigar
Lyricists: Jigar Saraiya
Label: Sony Music Entertainment

Ruka Hoon Lyrics:

Kaha hai, kaha hai
Maine sau baariyan
Ik aur baari haan ho
Kahunga kahunga
Tu jab tak maani na
Hai dil ne thaani haan

Oho ho main to teri
Haan ko hi ruka hoon jaaniya
Hunn ki karaan main, ki karaan main
Ki karaan tu yeh bata

Ho main taan tere bin na jeena
Main taan mar jaana
Main taan tere bin na jeena
Main taan mar jaana
Teri haan ko main saal 75 ruk jaana
Ho channa tere bin na jeena
Main taan mar jaana

Ho naina mere sukhe sukhe sukhe sukhe
Yaadan vich ruke ruke ruke ruke
Naina mere sukhe sukhe sukhe sukhe
Yaadan vich ruke ruke ruke ruke

Suna hai, suna hai ki dil ko rishta hai
Woh kabhi kabhi ghista hai
Sununga main sununga tera har shikwa ve
Tu hasdi te hasda main

Oho ho haan main to teri
Haan ko hi ruka hoon jaaniya
Hunn ki karaan main, ki karaan main
Ki karaan tu yeh bata

Ho main taan tere bin na jeena
Main taan mar jaana
Main taan tere bin na jeena
Main taan mar jaana
Teri haan ko main saal 75 ruk jaana
Ho channa tere bin na jeena
Main taan mar jaana

Ho main taan kise nu vi pyar kiya
Na kar paana
Main taan tere bin na jeena
Main taan mar jaana

Ruka hoon, ruka hoon, ruka hoon
Haan main to teri haan ko
Ruka hoon, ruka hoon, ruka hoon
Channa tere bin na jeena
Main taan mar jaana
Ke main to teri haan ko ruka hoon