SAATH YA KHILAAF Lyrics – KRSNA & Raftaar | New Song Lyrics 2020

SAATH YA KHILAAF Lyrics – KRSNA & Raftaar: Presenting the lyrics of the song “SAATH YA KHILAAF” sung by KRSNA & Raftaar. This song is produced by Tay On The Track.

SAATH YA KHILAAF Lyrics – KRSNA & Raftaar

K R Dollar Sign
Raftaar
Jeeta Kaun Haara Kaun, Game Chalara Kaun
Saare Chakachaun, Iss Level Ka Saala Kaun
It’s the hand of God, Jaise Me Hoon Maradon
Aa Mere Sheher Me, Dikhadoo Tujhe Jwala Kaun
Mujhe Khabar Hai Kabar Mein Bhi Amar Hai Mera Naam
De Samman Iss Shyaam Ka Bol Ujaala Kaun
Rap Ke Registaan Me Mai Wo Insaan Jiska Haq Se Naam
Jaise Ilzamaam Bin Sahara Kaun?
Sun Lo Soochna, Fir Baad Me Mat Poochna
Sampon Ko Dene Aaya Maut, Beta Jaise Zeus Ka
Pehlwaan Ho Me Bhooth Ka, Pooche Agar Suboot Ka
Ninyanwe Waala Em, Mere Pen Me Hi Proof Tha
Lele Advice Ab, Mic Pe Mai Nice Ab
Baraf Lagale Chot Pe, Only Time That’s You’re Iced Up
Khel Me The Bhai Sab, Banaya Maine Fightclub
Mere Bars Dete Rappers Ko Shot Jaise Ye Nightclub
Light Up Chote Tu Kal Ho Na Ho
Ek Rapper Ko Laga Hogi Chandi Uski, Par Sona Do
Track Pe Bante Hai Sher, Asliyat Me Jo Na Wo
Paas Bhi Nahi Aate Mere, I Call It Corona Flow
You Know How We Ride
Kalamkaar Gang Means Homicide
Bol Bane Jaali Kyun?
Baat Ko Daba Li Kyun?
Fame Ka Bhikhari Tu,
Mai AIM Se Shikaari Hoon
Ya Tu Mere Saath Tum, Ya Mere Khilaaf
Na Mujse Karna Baat If You’re Running With The Opps (Haan)
Ya Tu Mere Saath Tum, Ya Mere Khilaaf
Na Mujse Karna Baat Aur Ye Baat Poori Saaf (Haan)
Ya Tu Mere Saath Tum, Ya Mere Khilaaf
Na Mujse Karna Baat If You’re Running With The Opps (Haan)
Ya Tu Mere Saath Tum, Ya Mere Khilaaf
Na Mujse Karna Baat Aur Ye Baat Poori Saaf (Haan)
Yeh Bhagidari Jaisi Mobb Deep
R.I.P To Prodigy
Kaafi Ne Na Sune Kaafi Pehle Faile Wannabes
RIP To Jaybee Blessing For My Enemies
Aadat Inki Tuhmat Ki To Mohlat Fokat Ki Hai Hi Nahi
Kotak Me Shorrat Deke Bhi

KRSNA & Raftaar – SAATH YA KHILAAF Song Details

Song: SAATH YA KHILAAF
Written & Performed by: KRSNA and Raftaar
Produced by: Tay On The Track
Mix & Master: Abhishek Ghatak