Tum Tum Lyrics – Asim Azhar, Talha Anjum & Talhah Yunus

Tum Tum Lyrics – Asim Azhar, Talha Anjum & Talhah Yunus: Presenting the lyrics of the song “Tum Tum” sung by Asim Azhar, Talha Anjum & Talhah Yunus.

Tum Tum Lyrics – Asim Azhar, Talha Anjum & Talhah Yunus

Dewangi meri, hai khush nasheeb tu bhi
Kaisa banaya tune ranjha
Afsos hai khud pe kiya yaqeen tujh pe
Phir bhi kyun tujh ko sirf chaha

Tere liye mein laya woh
Laya ye kyun saari raat
Jaagta raha soch mein
Kis tarah se karu baat

Ho gayi bas hai kasam baby
Na chal sakega ab sath
Load tere tere moodswings
Aur standards se mulaqaat

Tum tum tum tum tum
Mere bas mein na ho jaana
Tere kharche hazaaron
Kyun itne nakhre paalun

Play
Unmute
Remaining Time -10:01
Fullscreen
VDO.AI
Skip Ad
Tum tum tum tum tum
Mere bas mein na ho jaana
Tere kharche hazaaron
Kyun itne nakhre

Tu dil kita chori
Tere haath vich dori
Tainu pata te mein sorry
Tainu das dena fori

Sochda si kadi has te sahi
Phass te sahi, looking like a fantasy
Now you’re sitting next to me

Par tu mere vass ch nahin
Tainu chahide ne lovis hats
Gucci bags more things to brag about
Sushi all the food we have truth is that

Kudiye tu rude relax.. Sun
Mein chadhna nahin sooli te
Tainu chahida jo thund’di reh

Aan mainu chhadd you go searching
Jehda chuke kharche

Tum tum tum tum tum
Mere bas mein na ho jaana
Tere kharche hazaaron
Kyun itne nakhre paalun

Tum tum tum tum tum
Mere bas mein na ho jaana
Tere kharche hazaaron
Kyun itne nakhre

Yeah yeah moodswings jaise
Wasim akram tension mein
Mein jaise pension pe
Aur tu bethi mansion mein

DM pe hua khayalon ka tabadla
Jo tere peeche un se ho jaye muqabla
Tu chalti phirti brand kaatil haseena mera
Supercard pe hi kat jaata poora mahina

Tiktok banati tu, twitter pe trending
Maana jeb thodi halki par karunga happy ending

No doubt mein tera mr. Right
All night bas karein pillow fight
Hold tight.. Yeah yeah
Aazma ke dekh tere daddy bhi kahenge
Ye piece bahut tight yeah

Nakhre kam kar baby thoda chill ho
Mein kheta dil do aur wo kehti bill do
Hoti offend kyun I’m just playing
Piyo da credit card na pullien
You know who’s paying

Aise lage jaise ab tu mere bas mein na
Real talk khata bina wajah kasmein na
Tere liye de don jaan apni jaan-e-man
Lekin dekhe jaate mujh se tere shashke na

Louis bag se nikalti wo x max
Flex kare lekin karti nahin text back
Khwahishat ki wo qaidi bani
Kaise karun tujh pe waste
Mere paas nahin koyi daddy money

Tu mere liye sab bah ke
Tujh se milne aata mein
Yaaron ko topi kar ke
Dil mein jagah di
Wo chadhe jati sar pe
Tere bills pay karon ya
Kharcha dun mein ghar pe

Dil dene mein kya harj hai
Lekin khatam hi nahin hote
Tere kharche..

I swear to god meri bas hai yeah
I swear to god meri bas hai

Tum tum tum tum tum
Mere bas mein na ho jaana
Tere kharche hazaaron
Kyun itne nakhre paalun

Tum tum tum tum tum
Mere bas mein na ho jaana
Tere kharche hazaaron
Kyun itne nakhre

Snoop dog wo rude bahut
Par khoob bahut
Bole munh pe jhoot bahut
Ty in the booth loose talk

Maaf karna mein ghusse mein
Idhr udhr nikal jata
Phir bhi de dun goosebumps

Like tupac you’re too hot to handle
I’m on the route love
Mein upar mein upar wo cute but

Nakhre uske jaise kylie jenner
Permit aayega nahin koi fayda nahin
Wo driver wali mein bajoon in ubers

Money ain’t a thing
Meri baatein krein bling bling
Moodswing karun agar queen wo
To king mein devil jin mein

Asim mera wingman self made
Jab bhi tujhe dekhun
Aankhein hoti blink nahin jaise pinkman
Drama wo to film mein
Mil rah yeh ilm hai mr shellman

You know it’s good girl
Eyes on the bill man

Tum tum tum tum tum
Mere bas mein na ho jaana
Tere kharche hazaaron
Kyun itne nakhre paalun

Tum tum tum tum tum
Mere bas mein na ho jaana
Tere kharche hazaaron
Kyun itne nakhre

 

Tum Tum Lyrics – Asim Azhar

 

Asim Azhar, Talha Anjum & Talhah Yunus – Tum Tum Song Details

Song: Tum Tum Lyrics
Music Producer: Asim Azhar
Lyrics: Asim Azhar, Shamoon Ismail, Young Stunners, Raamis
Starring: Asim Azhar, Shamoon Ismail, Talha Anjum, Talhah Yunus, Raamis, Areeka Haq, Hania Aamir, Asad Siddiqui & Mooroo
Co-Producers: Nafeel Ali & Asim Azhar