Hamesha Lyrics – Uzair Jaswal, Momina Mustehsan | New Song 2019

Hamesha Lyrics sung by Uzair Jaswal, Momina Mustehsan and music by Sarmad Ghafoor. The Song Hamesha directed by Raza Shah from Uzair jaswal Music label. Hamesha is about that one love you experience that changes everything. You imagine an entire lifetime with that person. In this music video, each booth in the café symbolizes a different time in life that the two characters go through. It’s an intricate tale of star crossed lovers experiencing life at both its best and its worst moments. The robbery scene signifies how even your closest love can subconsciously damage the relationship, leaving everything that had been built together open to destruction. The memories, the experiences, and the love all fade away.

Hamesha Lyrics - Uzair Jaswal, Momina Mustehsan
Hamesha Lyrics – Uzair Jaswal, Momina Mustehsan

Song: Hamesha Lyrics
Singers: Uzair Jaswal, Momina Mustehsan
Music Producer: Sarmad Ghafoor
Director: Raza Shah
D.O.P: Aamir Mughal
Music Label: Uzair Jaswal Music

Hamesha Lyrics

Aur agar mein kahun
Ky ye shaam saverey
Guzartey nahin mere
Bin tere kaheen…

Aur agar mein kahun
Ky ye pal dhalta nahin
Mera bas chalta nahin
Tere bin kaheen…

Tou kya tum tehro ge zara
Hamesha hamesha ki tarah!

Aur agar mein kahun
Ky nahi nahi tum naa jaao kaheen
Meri duniya kho jaye naa kaheen

Aur agar mein kahun
Ky yunhi raho meri baahon mein
Meri ye panaahon mein rakhon tujhe sadaa…

Tou kya tum tehro ge zara
Hamesha hamesha ki tarah!

Aur kya tum in aakhon mein bas jao ge
Un tootey huye sapno ki jagah
Hamesha hamesha ki tarah!

Aur agar mein kahun
Ky ye shaam saverey guzartey nahin