Yaad Karke Full Song Lyrics – Gajendra Verma | New Hindi Song 2019

Song: Yaad Karke Lyrics
Singers: Gajendra Verma
Musicians: Gajendra Verma
Lyricists: Gajendra Verma
Label: Virtual Planet Music

Yaad Karke Lyrics, Gajendra Verma
Yaad Karke Lyrics, Gajendra Verma 

Yaad Karke Lyrics:

Yaad karke!


Itna batana yeh sach hai kya
Yeh sach hai kya


Teri zindagi mein koyi aur aa gaya
Itna batana aisa tha kya


Jo main na kar paya usne kar diya


Ho ab main dhoond raha hoon
Tujhko galiyon mein


Meri jaan tere bina main adhoora
Tu meri aur main tera jab yeh kaha tha


Aa bhi jaa tere bina na jee sakoonga


Yaad karke ab bas roun tujhe
Yaad karke ab bas roun tujhe


Ho yaadein teri saari raat sone na dein
Yaad karke ab bas roun tujhe


Ho ho ho


Yaad karke ab bas roun tujhe


Oh sanam maine khaayi thi qasam
Tujhe dunga pyar har dum tujhe


Ab jo koyi aur de raha
Mujhe pata hai tujhe kam lagta hoon main


Par ab bhi tere dil mein basa hoon main
Sunle apne dil ki zara

Ho ab main dhoond raha hoon
Tujhko galiyon mein


Meri jaan tere bina main adhoora
Tu meri aur main tera jab yeh kaha tha


Aa bhi jaa tere bina na jee sakoonga


Yaad karke ab bas roun tujhe
Yaad karke ab bas roun tujhe


Ho yaadein teri saari raat sone na dein
Yaad karke ab bas roun tujhe


Itna batana yeh sach hai kya
Teri zindagi mein koyi aur aa gaya


Itna batana aisa tha kya
Jo main na kar paya usne kar diya


Yaad karke ab bas roun tujhe
Yaad karke ab bas roun tujhe


Ho yaadein teri saari raat sone na dein
Yaad karke ab bas roun tujhe


Yaad karke ab bas roun tujhe