Yeh Tune Kya Kiya Full Song Lyrics – Aditya A | New Hindi Song 2019

Yeh Tune Kya Kiya Lyrics, Aditya A
Yeh Tune Kya Kiya Lyrics, Aditya A



Song: Yeh Tune Kya Kiya Lyrics
Singer: Aditya A
Lyrics: Aditya A & Parth Shah
Music: Aditya A
Label: Zee Music Company

Yeh Tune Kya Kiya Lyrics:

Phool zulfo pe sawar hogaya
Shayari se mujhko pyaar hogaya

Dushra galib taiyaar hogaya
Jaaniya, yeh tune kya kiya

Jaaniya, main tera hogaya

Tu gaya toh man ka karaar bhi gaya
Tu raha toh dil pe khumaar hogaya

Pighal ke yeh looha sitaar hogaya
Jaaniya, yeh tune kya kiya

Jaaniya, main tera hogaya

Kawaliyo se gazal hua
Hushan jaana ko kya pata

Banda poora badal gaya
Jaaniya, yeh tune kya kiya

Tu khabar main tera akhbaar hogaya
Teri khwahiso ka main bazaar hogaya

Tu saja toh main gulzar hogaya
Jaaniya, ye tune kya kiya

Jaaniya, main tera hogaya