Yun Pakistan Bana Tha Lyrics – Sahir Ali Bagga | ISPR Song 2020

Yun Pakistan Bana Tha Lyrics – Sahir Ali Bagga: This song narrates struggle for the creation of Pakistan. Sahir Ali Bagga made a special composition for this unique song. The video of the song showcases archival and authentic footages of the sacrifices of the Muslims of India during Pakistan Movement. The lyrics highlight the spirit of Muslim masses & leaders. Following are the highlights of the video:- Authentic pre-partition video footages. Visuals of singer Sahir Ali Bagga Creative animations

Yun Pakistan Bana Tha Lyrics – Sahir Ali Bagga

Jab neend say jaagay sary
Koi aur tha maalik ghar ka
Paeron mai aur kisi kay
Tha ouncha Shimla sir ka
Thi apni mitti laken
Woh khaahat tha aur kisi ka
Woh jeena tha kiya jeena
Tha waqat woh door kisi ka
Kuch zulam thy dekhy asy
Aik aag lagi seene mai
Mil kar jab banne thy taaqat
Jab maqsad tha jeene mai
Jab pass nazarya tha apna
Phir rouk ska na koi
Mil kar aik aik jhonka akhir toufan banna tha
Yun Pakistan bana tha
Mil kar aik aik jhonka akhir toufan banna tha
Yun Pakistan bana tha
Yun Pakistan bana tha
Yun Pakistan bana tha

Itna bhi haq na rakhty thy
Chup kr karty jab sajday the
Khul kar rab ka apne hum tu
Jab naam bhi na ly skty thy
Rahty thy jasay aik darr mai
Jab qaad howy apne ghar mai
Tab ja kar akhir pehchana
Shaheen ki taaqat hai per mai
Tha jam ghulami hum ko
Jab zehar laga peene mai
Mil kar jab bane thy taaqat
Jab maqsad tha jeene mai
Jab pass nazarya tha apna
Phir rouk ska na koi
Mil kar aik aik jhonka akhir toufan banna tha
Yun Pakistan bana tha
Mil kar aik aik jhonka akhir toufan banna tha
Yun Pakistan bana tha
Yun Pakistan bana tha

Yun Pakistan Bana Tha Lyrics - Sahir Ali Bagga
Yun Pakistan Bana Tha Lyrics – Sahir Ali Bagga

Yun Pakistan Bana Tha Details – Sahir Ali Bagga

Song: Yun Pakistan Bana Tha Lyrics
Singer: Sahir Ali Bagga
Composer: Sahir Ali Bagga