Humain Pyar Hai Pakistan Se Lyrics (Hamain Pyar Hai Pakistan Sae Lyrics) – Atif Aslam

Humain Piyar Hai Pakistan Se Lyrics, Atif Aslam
Humain Pyar Hai Pakistan Se Lyrics, Atif Aslam

Song: Humain Pyar Hai Pakistan Se Lyrics
Singer: Atif Aslam 
Label: ISPR 

Humain Pyar Hai Pakistan Se Lyrics:

Tujh Se Kehta Hoon Main Barre Maan Se
Jag Jaane Sara Mujhe Youn Tere Naam Se
 
Jaan Bhi De Dena Lagey Thora Kiya Hai
Itni Chaahat Se Yeh Pakistan Liya Hai
 
Mann Ko Tuu Bhaya Parcham Jhoolaya
Dil Se Lagaya Huwa Pyar Hai
 
Ye Adab Se Kaha Pyar Hai
Pyar Hai Humain Pyar Hai
Humain Pyar Hai
Humain Pyar Hai Pakistan Se Dil Jaan Se
Khushboo Jo Teri Aayi
Teri Hawa Se Maanga
Huwa Hai Tujh Ko Apne Khuda Se
 
Milta Hai Chain Mujh Ko Teri Zameen Pe
Rakh Doon Main Khaak Teri Apni Jabeen Pe
 
Gham Ka Jo Saaya Tu Ne Mitaya
Dil Se Lagaya Huwa Piyar Hai
 
Ye Adab Se Kaha Pyar Hai
Pyar Hai Humain Pyar Hai
Humain Pyar Hai
Humain Pyar Hai Pakistan Se
 
Dil Jaan Se Khilta Hai
Aasman Pe Tera Nazara
 
Dilkash Hai Chand Tera, Tera Sitara
Lete Hain Naam Tera Dil Ki Zubaan Se
 
Jana Hai Tujh Ko Le Ke Aage Jahaan Se
Parcham Uthaya Uncha Uraya
 
Dil Se Lagaya Huwa Piyar Hai
Ye Adab Se Kaha Piyar Hai
 
Piyar Hai Humain Pyar Hai
Humain Pyar Hai Humain Pyar Hai Pakistan Se
Dil Jaan Se…