Tu Salamat Watan Full Song Lyrics – Shafqat Amanat Ali, Sahir Ali Bagga & Faakhir Mehmood | Pakistan National Song

Tu Salamat Watan Lyrics, Shafqat Amanat Ali, Sahir Ali Bagga, Faakhir Mehmood
Tu Salamat Watan Lyrics, Shafqat Amanat Ali, Sahir Ali Bagga, Faakhir Mehmood

Song: Tu Salamat Watan Lyrics
Singer: Shafqat Amanat Ali, Sahir Ali Bagga, Faakhir Mehmood
Album: Sada Rehna Zindabad
Label: ISPR

Tu Salamat Watan Lyrics: 

Tu Salamat Watan Ta Qayamat Watan
Aye Khuda Ke Watan Aye Jinnah Ke Watan
Mangi Mil Ke Jo Thi Us Dua Ke Watan
Kitni Naslon Ki Qurbaniyon Se Mila
Aye Watan Tu Hamari Wafa Ka Sila
Chand Chamka To Roshan Sitara Hua
Aye Zameen Tera Dukh Sukh Hamara Hua
Tera Har Dard Len, Har Khushi Tu Hi Tu
 
Is Jahan Mein Hamari Alamat Watan
Tu Salamat Watan Ta Qayamat Watan
Tu Salamat Watan Ta Qayamat Watan
Kitni Naslon Ki Qurbaniyon Se Mila
Aye Watan Tu Hamari Wafa Ka Sila
Chand Chamka To Roshan Sitara Hua
Aye Zameen Tera Dukh Sukh Hamara Hua
Tera Har Dard Len Har Khushi Tu Hi Tu
Is Jahan Mein Hamari Alamat Watan
Tu Salamat Watan Ta Qayamat Watan
Tu Salamat Watan Ta Qayamat Watan
Saari Duniya Mein Apna Ye Sach Hai Zameen
Is Watan Ki Subha Raat To Aik Hai
 
Mukhtalif Hai Zaban Baat To Aik Hai
Is Samandar Se Oper Paharon Talak
Jalte Kashmir Ke Sab Chanaaron Talak
Tera Hard Dard Len, Har Khushi Tu Hi Tu
Is Jahan Mein Hamari Alamat Watan
Tu Salamat Watan Ta Qayamat Watan
Tu Salamat Watan Ta Qayamat Watan
Apne Logon Se Mil Ke Hai Banta Watan
Apne Logon Ki Khushiyan Hai Sunta Watan
Kuch Lahu Apna De Kar Bana Apna Ghar
Sanz Khoon Ye Zameen Ka Rahay Sabz Tar
Aik Se Haath Mein Saath Hai Haath Sab
Apni Sarhad Pe Hain Hum Kharay Sath Sab
Tera Har Dard Len Har Khushi Tu Hi Tu
Is Jahan Mein Hamari Alamat Watan
Tu Salamat Watan Ta Qayamat Watan
Tu Salamat Watan Ta Qayamat Watan
Tu Salamat Watan Ta Qayamat Watan
Tu Salamat Watan Ta Qayamat Watan