Roze to Mai Rakhunga Lyrics – Hafiz Ahmed Raza Qadri 

Roze to Mai Rakhunga Lyrics – Hafiz Ahmed Raza Qadri: Roze to Mai Rakhunga is a beautiful naat sung by Hafiz Ahmed Raza Qadri in his beautiful voice and The Roze to Mai Rakhunga Record Label & Releasing by ARQ Records.

Roze to Mai Rakhunga Lyrics – Hafiz Ahmed Raza Qadri 

Jaise hi chand nazar aaya hai ramazan ka,
Khil utha dekho dekho chera musalman ka,
Bade to phir bade hai shouk hai bacchon me bhi,
Rakhe isbaar wo har roza ramazan ka,
Mahe Ramazan ke roze hai jazba hai ibaadt ka,
Chota hun agr to kya roze to mai rakhunga,
Roze to mai rakhunga,
Mahe gufran mahe ramazan,
Mahe Quran mahe ramazan,
Sahri me bhi jagunga,
Mai namaz bhi padhunga,
Taufeek se allah ki,
Roze to mai rakhunga,
Mahe Ramazan ke roze hai jazba hai ibaadt ka,
Chota hun agr to kya roze to mai rakhunga,
Roze to mai rakhunga,
Ye mahe mohabbat hai,
Ye mahe mohabbat hai,
Har ek rukawat ko,
Rahoon se hataunga,
Rahoon se hataunga,
Roze to mai rakhunga,
Mahe ramazan,
Mahe Ramazan ke roze hai jazba hai ibaadt ka,
Chota hun agr to kya roze to mai rakhunga,
Roze to mai rakhunga X2,
Ramzan Ramazan Ramzan Ramazan,
Mahe Ramazan,
Ramzan Ramazan Ramzan Ramazan,
Mahe Ramazan,
Talkeen ko sanjhunga gusse me na aunga,
Talkeen ko sanjhunga gusse me na aunga,
Talkeen ko sanjhunga gusse me na aunga,
Ab pyaar badhaunga,
Roze to mai rakhunga,
Mahe Ramazan ke roze hai jazba hai ibaadt ka,
Chota hun agr to kya roze to mai rakhunga,
Roze to mai rakhunga,
Wo bhook ki shiddat ho khana hai na peena hai,
Wo bhook ki shiddat ho khana hai na peena hai,
Allah ko mnana hai Roze to mai rakhunga,
Mahe Ramazan ke roze hai jazba hai ibaadt ka,
Chota hun agr to kya roze to mai rakhunga,
Roze to mai rakhunga X2,
Neki ka mahina hai auron ki madad krna,
Neki ka mahina hai auron ki madad krna,
Neki ka mahina hai auron ki madad krna,
Imaan fariza hai,
Roze to mai rakhunga,
Mahe Ramazan ke roze hai jazba hai ibaadt ka,
Chota hun agr to kya roze to mai rakhunga,
Roze to mai rakhunga X2,
Jis aankh me ansu ho wo pochne jaunga,
Jis aankh me ansu ho wo pochne jaunga,
Jis aankh me ansu ho wo pochne jaunga,
Cheron ko khilaunga,
Roze to mai rakhunga,
Mahe Ramazan ke roze hai jazba hai ibaadt ka,
Chota hun agr to kya roze to mai rakhunga,
Roze to mai rakhunga X2,
Katib ye mahina to afzal hai mahino me,
Armaan hai seeno me,
Roze to mai rakhunga,
Mahe Ramazan ke roze hai jazba hai ibaadt ka,
Chota hun agr to kya roze to mai rakhunga,
Roze to mai rakhunga. X2,

Roze to Mai Rakhunga Lyrics – Hafiz Ahmed Raza Qadri

Roze to Mai Rakhunga Details – Hafiz Ahmed Raza Qadri 

Nasheed Artist: Hafiz Ahmed Raza Qadri
Track: Ramzan Special Nasheed 2020 “Roze to Mai Rakhunga Lyrics”
Record Label & Releasing by ARQ Records

https://youtu.be/LFGc3p5T24o

2 thoughts on “Roze to Mai Rakhunga Lyrics – Hafiz Ahmed Raza Qadri ”

Comments are closed.